Tumhari Yaad Jeenay Ka Ehsaas Hai |
| tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai....... jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad tumhara naam sun k dil dharakta hai............. dil dharaknay ka sabab bhi hai tumhari yaad zindagi ka aik dukh tum ne mere naam kardiya........ isi dukh ki zimedar hai tumhari yaad tumhaein yaad kar k aankhon se nikaltay hain aansoo... in aankhon se nikalnay walay aansoo bhi hain tumhari yaad tumhari yaad jeenay ka ehsaas hai jeenay ka ehsaas hai tumhari yaad
|
|
Post By mmhaqco
2 Years Ago Hits: 225 |