| Rakhtay Ho Duaoon Main Yad Ye Tumari |
|
| Rakhtay ho Duaoon main yad ye tumari Zara nawazi hay, Kanmp uthta hay badan mera dekh kar jo mera mazi hay, Har waqt har jagga jeet hi muqaddar bani hay mera, ye pehla saneha hay jo tuj se bazi hari hay, Main ab bhi teri dharkanno main shamil hun mujhe yakin hay, Phir bhi na jannay keyon?Tu mujhe Ghamzadda rakhnay main razi hay... | |
| Post By mmhaqco 2 Years Ago Hits: 210 |


