| Barish Ki Bondein |
|
| Farwarii kii bheegii shaamoon mein tumharey ahsaas kii aahat pey gumaan hoota hey key tum hoo dewaana waar chaaroon aaoor mein tumheyn dhoondtta rahtaa hoon bilaakhir thak haar kar tumharey baarey mein souchtta rahtaa hoon yaadein phirr bohut mujhey tarpaatii heyn baarish kii boondein qatra qatra dard ban kar bohut mujhey rulaatii heyn |
|
| Post By mmhaqco 2 Years Ago Hits: 1221 |




